Lyrically Squared 
 
 Lyrics Home : Indian Movie Lyrics : Pehla Nasha 

Indian Movie - Pehla Nasha Lyrics

Submitted by: AUTO-ADD
Current Rating: None
Chahein Tu Kuch Na Kaho
Maine Sun Liya
Ke Saathi Pyaar Ka Mujhe Chun Liya
Chun Liya
Maine Sun Liya


Male:

Pehla Nasha Pehla Khumaar
Nayaa Pyaar Hai Nayaa Intezaar
Kar Loon Main Kya Apna Haal
Ae Dil-E-Beqaraar
Mere Dil-E-Beqaraar
Tu Hi Bataa
Pehla Nasha Pehla Khumaar...


Udtaa Hi Phiroon
In Havaaoon Mein Kahin
Ya Main Jhool Jaoon
In Ghataoon Mein Kahin
Ya Main Jhool Jaoon
In Ghataoon Mein Kahin
Ek Kar Doon Aasmaan Aur Zameen
Kaho Yaaron Kya Karoon Kya Nahin
Pehla Nasha Pehla Khumaar


Pehla Nasha Pehla Khumaar
Nayaa Pyaar Hai Nayaa Intezaar
Kar Loon Main Kya Apna Haal
Ae Dil-E-Beqaraar
Mere Dil-E-Beqaraar
Tu Hi Bataa
Pehla Nasha Pehla Khumaar...


Female:

Usne Baat Ki
Kuch Aise Dhang Se
Sapne De Gaya
Woh Hazaroon Rang Ke


Usne Baat Ki
Kuch Aise Dhang Se
Sapne De Gaya
Woh Hazaroon Rang Ke
Rah Jaoon Jaise Main Haar Ke
Aur Choome Woh Mujhe Pyaar Se


Pehla Nasha Pehla Khumaar
Nayaa Pyaar Hai Naya Intezaar
Kar Loon Main Kya Apna Haal
Ae Dil-E-Beqaraar
Mere Dil-E-Beqaraar...
Viewed 390 times
Are these lyrics wrong? Correct them.
Click here for a FREE IPOD!
Back to: Indian Movie Lyrics
Register now to add and comment on Indian Movie lyrics!